roll up this ad to continue
Cm Bb Babul pyare sajna sakha re Ab Suno o meri maiyya Bb Ab Bojh nahi main kisi ke sar ka Cm Naa majhdhar mein naiyya Cm Bb Patwar banoongi, leharon se ladungi Ab Bb Cm Arey mujhe kya bechega rupaiya Ab Bb Cm Ho arey mujhe kya bechega rupaiya Cm F Kal baba ki ungli thaame chali thi F Cm Kal baba ki lathi bhi bann jaaungi Cm F Amma tere gharonde ki chidiya hoon main F Cm Daana lekar hi wapas ghar aaungi Eb Bb Jiski fitrat mein hairat samaayi nahi Eb Bb Jisko daulat se zyada main bhaayi nahi Eb F Aise saajan ki mujhko zaroorat nahi Eb F Cm Naa kehne ka sun lo muhurat yahi Cm Bb Akeli chalungi, Kismat se milungi Ab Bb Cm Arey mujhe kya bechega rupaiya Ab Bb Cm Ho arey mujhe kya bechega rupaiya Ho ho ho.. Cm F Dil se dil ke taar toh jude nahi F Cm Do rasmon pe daulat ye kaahe bahe Cm F Hum toh pyaar ki khwahish mein rishte bunein F Cm Do rishton mein lalach hum kaahe sahein Eb Bb Kya shaadi ke aage zindagi hi nahi Eb Bb Jo shaadi hisaabo ki keval hai bahi Eb F Aise saajan ki mujhko zaroorat nahi Eb F Cm Naa kehne ka sun lo muhurat yahi Cm Bb Subaha si khilungi, Ratiya si bharungi Ab Bb Cm Arey mujhe kya bechega rupaiya Ab Bb Cm Ho arey mujhe kya bechega rupayya
unlimited access to hundreds of video lessons and much more starting from
* regarding the bi-annualy membership