Intro
Gm F
Adayein bhi hain mohabbat bhi hai
D# D Gm
Sharafat bhi haiaiain mere mehboob mein
Gm F
Woh deewanapan, woh zaalim adaa
D# D Gm
Shararat bhi hai mere mehboob mein
Gm F
Adayein bhi hain mohabbat bhi hai
D# D Gm
Nazakat bhi haiaiain mere mehboob mein
Gm F
Woh deewanapan, woh masoomiyat
D# D Gm
Shararat bhi haiaiain mere mehboob mein
Verse 1:
Gm F Gm
Na poochho mera dil kahan kho gaya
Gm F Gm
Tujhe dekhte hi tera ho gaya
Gm F Gm
Aankhon mein tu, mere khwaabon mein tu hai
Gm F D# Gm
Yaadon ke mehke gulabon mein tu hai
Gm F
Woh sehmi nazar, woh kamsin umar
D# D Gm
Chahat bhi hai mere mehboob mein
Gm F
Woh deewanapan, woh masoomiyat
D# D Gm
Shararat bhi hai mere mehboob mein
Verse 2:
Gm F Gm
Saanson ki behti lehar ruk gayi
Gm F Gm
Mujhe sharm aayi, nazar jhuk gayi
Gm F Gm
Ke hum unke kitne kareeb aa gaye
Gm F D# Gm
Yeh soch ke hum to ghabra gaye
Gm F
Woh baankpan, woh deewangi
D# D Gm
Inayat bhi hai mere mehboob mein
Gm F
Woh deewanapan, woh zaalim adaa
D# D Gm
Shararat bhi hai mere mehboob mein
Verse 3:
Gm F Gm
Mohabbat ki duniya basane chala
Gm F Gm
Main tere liye sab bhulane chala
Gm F Gm
Khushbu koyi uski baaton mein hai
Gm F D# Gm
Har faisla uske hathon mein hai
Gm F
Woh mehaka badan, woh sharmeelapan
D# D Gm
Nazakat bhi hai mere mehboob mein
Gm F
Woh deewanapan, woh zaalim adaa
D# D Gm
Shararat bhi hai mere mehboob mein
Gm F
Adayein bhi hain mohabbat bhi hai
D# D Gm
Nazakat bhi hain mere mehboob mein