roll up this ad to continue
A E C#m A
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin,
E B E
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin.
A E C#m A
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin,
E B E
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin.
A C#m E
Tere bina zindagi se shikwa to nahin.
verse 1:
A G# A E A F#
Kaash aisa ho, tere kadmon se chunke manzil chalein -
B C#m
Aur kahin, door kahin.

B F# E C#m
Tum 'gar saath ho, manzilon ki kami to nahin.
A E C#m A
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin,
E B E
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin.
verse 2:
A G# A E A F#
Ji mein aata hai tere daaman mein sar chhupaake hum
B C#m
Rotey rahen, rotey rahen.

Teri bhi aankhon mein aansuon ki nami to nahin?
A E C#m A
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin,
E B E
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin.
A E C#m A
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin,
E B E
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin.
verse 3:
A G# A E A F#
Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin,
B C#m
Raat ko rok lo.
A G# A E A F#
Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin,
B C#m
Raat ko rok lo.
B F# E C#m
Raat ki baat hai, aur zindagi baaqi to nahin.